Friday, June 22, 2012
Aulad Ki Bundish
Aulad ki bundish khatam karne keliye rozana 21 din tak Surah Alaq سورة
علق ko 100 dafa parh kar pani me dum kar ke pi liya karain. Awal wa
akhir Durood Sharif 11 dafa zaro0r parhain. InshaAllah 21 din ke andar
bundish ki kaat ho jaye gi.
Durood Sharif Har Mushkil Kay Laiy
Durood Sharif Har Mushkil Kay Laiy
Durood Sharif Har Mushkil Kay Laiy Ye Wazifa Dunya Bhar k Tamam Masael Ka Hal Hai AAp Kisi Bhi Pereshani Main Wazifa Padhain Kamyabhi hasil hogi
Maghfirat Ka Wazifa In Urdu
Maghfirat Ka Wazifa In Urdu
Shifat Ka Wazifa In Urdu shuban Ka Wazifa Maghfirat Ka Wazifa Traqi e rizaq
Thursday, June 21, 2012
mohabbat ka amal Baray Pasand Ki Shadi
This is a Roohani Wazifa for Love and this is a spiritual method for only those who really want a true love.
1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
- Read Surah-e-Ikhlas 105 times for 21 days after Fajar Prayer or Esha Prayer keeping the loved one in mind .
Amal kay lawazmaat, points for amal/wazifa
Here below are some points for amal if you keep these points then the result will be 100% InshAllah.1. Shadi ki neyat say perhna (khaloos e Neyat)
2. Rizq e Halal ki pabandi
3. Amal k doran namaz aur baqi arkaan ki pabandi
4. Amal Ijazat lay ker kia jaye.
5. Ager talib ya matloob per kisi kisam k jadu/jinnat k asraat zeyada hou tu pehly un ka ilaj kia jaye
6. Amal say pehly ager 2 rakat salat u Toba perh ker Allah say apny gunahou ki mafi maang li jaye aur amal ki kamyabi k leye dua ki jaye.
7. Awal akhir 7 ya 11 bar Darood shareef perha jaye.
8. amal k doran maqsad (matloob) ka kamil tasawur kia jaye aur akhir may apna aur matloob ka naam (with mothe name) lay ker dua ki jaye. aur akhir may tasawur may he us ki taraf phoonk mari jaye.
9. Amal Monday ko ya Thursday ko shuru kia jaye aur pehly din jis waqt perhy rozana pher usi waqt perha jaye.
10. Amal ka kisi say zikar na kary aur Allah ki zaat say na’umeed na huwa jaye
11. Amal shuru kerny say pehly saqda (apni haseyat k mutabiq) dia jaye.
Wednesday, June 20, 2012
Moharram Ul Haram K Khusoosi Wazaif
Moharram Ul Haram K Khusoosi Wazaif
Moharram Ul Haram K Khusoosi Wazaif
saal Ki ibadat Ka sawab Likha Jata Hai